Pyaar hein ek aisa gehra samundar Jise teh karna hein ek romanchak safar Har ek karna chahte apne pyaar ki nayya ko paar Yehi khwaish laata hein har pyaar mein ek nayi bahaar
Dost hein ek phool ki tarah Aaj agar ek murjha jayega To kal ek aur phirse naya aayega Phool murjha kar bhi apni mehak chod jayega Kal bhale hum na rahe aapke sang, par humara yeh dostana na chootega
Hum besabri se intezaar kar rahe they uska Awaaz sunayi de rahi thi hume uski Nazare pyaasi ho gayi thi uske ek jhalak ki Kaid kar paaye hum use apni aankhon mein sirf chand palo ke liye Kyunki Phir railway phatak khulgaya aur hum bhi chal diye