Thursday, July 29, 2010

India -> US lingos

Distance looks so far in Miles than Kilometers

Temperature feels hotter in Fahrenheit than Celsius

Greeting with Hi changes to Hello,how u r doing

Money looks more in Dollars than Rupees

Are u ready changes to Are you all set?

I am good means don’t bother me I am fine

Bill Changes to cheque, vomit to throw up

Buzz translates to ping, Condos to Apartment

These are some of the major changes I saw in language usage by people In US, have just tried to make a note of it here.

I shall add if I come across any more :)

Tuesday, July 27, 2010

meet ka safar @ USA


Mann mein they hazaar sawaal
Ki najane kya hoga mera haal
log na jane kaise honge, kya pata?
Nikal padi mein US liye ghar ka pata
Pehle ek do din laga mujhe thoda atpata
Baad mein mann bha gaya woh rasta
Jis ghar mein Chicken se shuru hota har din
wahan kitchen mein na aaya chicken ek bhi din
Khushnaseebi thi meri ke aise roomies paaye
Jo mil jhul ke har kaam nihbaye
Ehsaas nah hone diya ghar se door hone ka
Aur kabhi waqt na mila mujhe bor hone ka!!

Thursday, July 8, 2010

chalein hum Amreeka!!


Bachpan mein US ka naam suna tha kitabo mein
Lagta tha jaise woh basa hein chaand sitaro mein
Kabhie wahan jaane ki asha nahi rakhi thi mann mein
Par zindagi ki kasausti ne mauka de diya hein humein!!