Thursday, September 9, 2010

PARYUSHAN PARVA

Teen dino ka tha mera upvaas
Lag raha tha kuch khaas khaas
Na khana, na peena, sivaya garam paani
Dheere dheere kam ho rahi thi vaani
Ehsaas hua humesha ek adhure pan ka
Jaana Jeevan nahi hein safal bina ann ka
Tyaag kardena nahi hein itna aasan
Par Namumkin ko mumkin me badal deta hein Insaan

5 comments:

Comic Idiot said...

Welcome back, After a while :-)

Meeta Jain said...

Thank u Thank u:)

Prashant Kulli said...

Nice one :) :)

Nikhil B Singh said...
This comment has been removed by the author.
Nikhil B Singh said...

ap gr8 hain.. apne 3 din ka upwaas rakha.. mai to bas ek din ka upwaas kar luu, ye bahut badi baat hai.. lekin "namumkin ko mumkin kr deta hai insaan"... very good like always.. keep writing.
thnku :)