Monday, June 22, 2009

Aashi :)


Aashi hein meri bhanji(niece) nanhisi
Ab woh ho gayi hein pari do mahine ki
Pankhe ko dekhkar woh muskuraati
Ghar ki sabhi lights ke sang woh baat karti
Uski ek hansi ko sunane ke liye betaab rehta hein mera mann
Uski susu aur poti saaf karte nikal jaate hein mera poora din ;-)

2 comments:

Harry's Day Out said...

Abhi to wo bacchi hai,
Par akal ki badi sayani hai,
Hanste hanste tumhein chutkiyon pe nachati hai,
Sote jagte tumse sab saaf karvati hai,
Tum to ban gayi ho kaam wali bai,
khair wo chodo jaldi le kar aao ek cup chai.

;)

Priya said...

hee hee..Both the poems are cute but less than your niece :)